logo MP3
head_logo

Strings Najanay Kyun / Bichra Yaar Скачать

main img

Strings

Najanay Kyun / Bichra Yaar

63 Прослушиваний
08:03
Все треки Strings
Слушать
Скачать песню

Текст песни

Dekho kaise parvat se baadal gaye
Barsenge ye ab kahan
Dekho kaise phoolon se khushboo gayi
Mehke gi ye ab kahan

Sukh ban gaye... sapne
Sab kho gaye... apne
Dil bujh gaya
Ghar jal gaya
Na jaane kyun na jaane kyun
Yaadon ka phir aanchal uda...
Na jaane kyun... na jaane kyun
Na jaane kyun na jaane... kyun

Dekho kaise haathon se jugnu gaye
Chamakenge. ye ab kahan
Dekho kaise parvat se baadal gaye
Barsenge. ye ab kahan.

Em Door ek gaon hai
Wahan thandi chaon hai
Em behti nadiya hai
Jaana hai nadiya k paar

Mil gaya wo
Jo chura ke, hey
Meri ankhon se nindiya
Le gaya tha
Em Door ek gaon hai
Wahan thandi chaon hai
Em behti nadiya hai
Jaana hai nadiya k paar...

Karr mera intezaar
Em mera bichra yaar mera bichra yaar
Karr mera intezaar
Em mera bichra yaar
Mera bichra yaar

Rasta wohi
Jispe chalte
Saaye wohi
Dhalte dhalte
Dil meh jo kuch tha wohi
Honton pe aane laga
Chahta hai woh bhi mujh ko
Baadal batane laga
Em karr mera intezaar
Em mera bichra yaar
Mera bichra yaar
Karr mera intezaar
Em mera bichra yaar
Mera bichra yaar

Karr mera intezaar
Karr mera intezaar
Mera bichra yaar
Mera... bichra yaar...

На странице доступен трек Najanay Kyun / Bichra Yaar от Strings. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.