Bayaan Suno Скачать
Текст песни
Suno!
Ye fikar maangta hai
Sabar maangta hai
Ye tanhai ki dhoop mein jalta marta
Ye chaaon ka pyaasa shajar maangta hai
Suno!
Ke ye aasaan nahi hai
Ke beithay bithaaey, bina rasm toray, bina khoon' jalaey
Jo sadiyon se aqlon pe parday paray hain bina vo hataye ye milta nahi hai
Suno!
Gar khuda unka hai to phir vo kon hai jo mujhse mukhatib hai?
Jo meri harkaton pe mutmain nigaahon se shokh aise hansta hai
Jesay maa ka dil apne nanhe se bachhe ke masoom ghusse pe pyaar ki phuaar se qehqahe lagata hai
Suno!
Ke ye zindagi to lamha hai
Lahma jisme tum bedaar ho, dil bedaar hai
Or tum DIL hi tou ho!
Lamha jo ke faani hai
Sabko mout aani hai
Tab naa rasm, naa vo log, naa vo soch, kuch nahi hoga
Aur yaad hoga bus vo pal
Jisme zindagi jee thi
Jisme dil ki suni thi...
На странице доступен трек Suno от Bayaan. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.
Треки от исполнителя
Bayaan Aaj Bazaar Mein
04:33
Bayaan Teri Tasveer
04:59
Bayaan Kahan Jaoon
05:30
Bayaan Mera Musafir
04:52
Bayaan Safar Ft Sherazam
03:37
Bayaan Nahin Milta
04:46
Bayaan Faryaad
04:46
Bayaan Suno
04:52
Bayaan Farda
04:30
Bayaan Din Dhalay
05:36
Рекомендованные песни
Ты Для Меня Один Ek Bhalu Ki Suno Kahani, Pt. 2 Ran Sangram Bhaya Re Bina Suno Suno Grabba (Remix) Ft Dusty Locane Suno Bhole Bhandari|| Apna Hal Prabhu Kaha Nahi Jaye Kahe Bin Raha Nahi Jaye Song | Bhole Bhandari Song Og Don Diego Space Hypnotisch Bevel - De Daimonische Mensch Un Maldito За Закатом Get Inside Me (Jo1Der Show 2025 'Wherever We Are' In Tokyo Dome)