logo MP3
head_logo

Bayaan Nahin Milta Скачать

main img

Bayaan

Nahin Milta

26 Прослушиваний
04:46
Все треки Bayaan
Слушать
Скачать песню

Текст песни

Sehla do man ko, kyun yeh rota rahe?
Dhalegi phir yeh raat, jo hota rahe
Par yeh man mayoos hai bahut
Hungame mein girift
Is shor mein, is bheed mein akela hai man
Akela hoon main

Haan, akela hai man par mukammal hai yeh
Adhoore hai tum!
Haan, akela hai man par mukammal hai yeh
Adhoore hai tum!
Haan, akela hai man par mukammal hai yeh
Adhoore hai tum!
Haan, akela hai man par mukammal hai yeh
Adhoore hai tum!
Balki ho hi nahin
Jhoot ki zameen par, fareb ke yeh saare ghar
In mein rehne wale tum!
Khoon safed, dil patthar
Zimma hai yeh qudrat ka, ya khitta tumhari hai?
Jo bhi sabab so hai, par saza hamari hai

Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta
Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta"
Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta
Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta"
Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta
Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta"

На странице доступен трек Nahin Milta от Bayaan. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.