logo MP3
head_logo

Prashant Tamang Hoga Tumse Pyara Kaun Скачать

main img

Prashant Tamang

Hoga Tumse Pyara Kaun

27 Прослушиваний
03:21
Все треки Prashant Tamang
Слушать
Скачать песню

Текст песни

Arey, hoga tumse pyara kaun
Humko toh tumse hai, hey, Kanchan
Arey, hey, Kanchan, pyaar

Arey, hoga tumse pyara kaun
Humko toh tumse hai, hey, Kanchan, pyaar (hey, kanchhi)

Ho, unche ghar waali ho ya galiyon ki rani
Koyi ho tum, rehti ho kahin
Ho, unche ghar waali ho ya galiyon ki rani
Koyi ho tum, rehti ho kahin

Tumse badh kar yaara kaun
Humko toh tumse hai, hey, kanchhi (hey, kanchhi)
Arey, hey, kanchhi, pyaar (arey, hey, kanchhi)

Dekho in aankhon mein, yeh soorat hai kis ki
Ho, ik nazar toh dekho kam se kam
Dekho in aankhon mein, yeh soorat hai kis ki
Ho, ik nazar toh dekho kam se kam

Arey, aakhir hai humara kaun
Humko toh tumse hai, hey, kanchhi (hey, kanchhi)
Arey, hey, kanchhi, pyaar (hey, kanchhi)

Arey, hoga tumse pyara kaun
Humko toh tumse hai, hey, kanchhi
Arey, hey, kanchhi, pyaar

На странице доступен трек Hoga Tumse Pyara Kaun от Prashant Tamang. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.