logo MP3
head_logo

Piyush Mishra Bas Chal Kapat Скачать

main img

Piyush Mishra

Bas Chal Kapat

64 Прослушиваний
04:02
Все треки Piyush Mishra
Слушать
Скачать песню

Текст песни

Bas chal, kapat, prapanch hai
Har swaarth ka yeh munch hai
Bas chhal, kapat, prapanchh hai
Har swaarth ka yeh munch hai
Yahaan rakht se mitte hai kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Yahaan rakht se mitte hain kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Rakt se mite hai kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Yahaan dosh bhi nirdosh hai
Pyaar mein bhi rosh hai
Murde me bhi ek josh hai
Yeh shahi shabd kosh hai
Harz hai muskaan mein
Vish ghoolla zubaan mein
Ashud dhiyaan hai gyaan mein
Matlab hai har bayaan mein
Yahan rakt se mite hai kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Rakt se mite hai kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Yahan bhruku-tiyaan tani hui
Har baat hai bani hui
Chhal yantra se chhali hui
Jo jhooth me sani hui
Yahan rakt se mite hai kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Yahan rakt se mite hai kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Rakt se mite hai kshobh
Lobh, moh, kaam, krodh
Bas chal, kapat, prapanch hai
Har swaarth ka yeh manch hai
Bas chal, kapat, prapanch hai
Har swaarth ka yeh manch hai

На странице доступен трек Bas Chal Kapat от Piyush Mishra. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.