Neelkamal Singh Judaai Скачать
Текст песни
Tu ne paaya kya hamaara dil tod ke?
Chale aate the bulaane pe hi daud ke
Tu ne paaya kya hamaara dil tod ke?
Chale aate the bulaane pe hi daud ke
Chale aate the bulaane pe hi daud ke
Phir gaye munh ham se kyuun mod ke?
Gaye munh ham se kyuun mod ke?
Gaye aakhiri nisaani jo tu chhod ke
Ab sota hoon dupatta tera odh ke
Judaai teri jaan le gai
Judaai teri jaan le gai
Tujhe dekhtaa hoon saath kisi aur ke
Dekhtaa hoon saath kisi aur ke
Yaad aati hai puraane us daur ke
Ab sota hoon dupatta tera odh ke
Judaai teri jaan le gai
Judaai teri jaan le gai
Jab dekhtaa hoon saath kisi aur ke
Teri meri pahli wo mulaaqat thi
Us din se hi tu mere saath thi
Teri meri pahli wo mulaaqat thi
Us din se hi tu mere saath thi
Us din se hi tu mere saath thi
Phir tod di qasam saari pyaar ki
Tod di qasam saari pyaar ki
Tujhe hui na fiqar tere yaar ki
Ab had ho gai hai intizaar ki
Judaai teri jaan le gai
Judaai teri jaan le gai
Gaye aakhiri nisaani jo tu chhod ke
Aakhiri nisaani jo tu chhod ke
Phir gaye kyuun ham se munh mod ke?
Ab sota hoon dupatta wahi odh ke
Judaai teri jaan le gai
Judaai teri jaan le gai
Jab dekhtaa hoon saath kisi aur ke
Tumhaare baare mein ab koi baat nahiin karte
Tumhaare baare mein ab koi baat nahiin karte
Tumhein soch kar apna waqt barbaad nahiin karte
Par zara sa bhi bhoola nahiin hoon tumhein
Par zara sa bhi bhoola nahiin hoon tumhein
Wo alag baat hai ki tum hamein yaad nahiin karti
Kaise bhoolein wo bitaaye saath lamhein?
Mujhe chhodne ka tujhko na gham hai
Ho, kaise bhoolein wo bitaaye saath lamhein?
Mujhe chhodne ka tujhko na gham hai
Mujhe chhodne ka tujhko na gham hai
Diya dil ko jo tum ne zakham hai
Dil ko jo tum ne zakham hai
Neelkamal ka toota bharam hai
Haaye, Rabba, ye kaise sitam hai?
Ashu ki muskaan le gai
Judaai teri jaan le gai
Gaye aakhiri nisaani jo tu chhod ke
Aakhiri nisaani jo tu chhod ke
Ab sota hoon dupatta tera odh ke
Chal gaye naata gairon se jod ke
Judaai teri jaan le gai
Judaai teri jaan le gai
Jab dekhtaa hoon saath kisi aur ke
Треки от исполнителя