Mukesh Main Dhoondhta Hoon Jinko Скачать
Текст песни
Main dhoondta hoon jinko raaton ko khayaalon mein
Vo mujko mil sake na subah ke ujaalon mein
Main dhoondta hoon jinko raaton ko khayaalon mein
Suhaani pyaar kee baathen, mere dildaar kee baathen
Kabhi iqaraar kee baathen, kabhi inkaar kee baathen
Ek dard sa cchopa hai, dil ke haseen chhaalon mein
Main dhoondta hoon jinko raaton ko khayaalon mein
Jo yoon barbaad hote hain, vo kab aabaad hote hain
Ulajhaa hua hoon kabase, gam ke ajeeb jaalon mein
Main dhoondta hoon jinko
На странице доступен трек Main Dhoondhta Hoon Jinko от Mukesh. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.
Треки от исполнителя
Mukesh Maine Tere Liye
03:07
Mukesh Bhooli Huyi Yadon
04:33