Mitraz Muskurahat Скачать
Текст песни
♫♫
Tujhe yaad karein to honthon pe ye muskurahat aaya kare
Tu chhupa le mujhe ki ye jahan bhi zara na bhaya kare
Saanjh te saveron mein, doobe andheron mein
Kaise bina tere hum shaamein guzaarein?
Saanjh te saveron mein, khoye andheron mein

Khwaahish hai meri, naseebon mein tu hi tu ho
Phir is mohabbat mein ye faasle bhi kyun ho?
Door hoke bhi kyun hum paas tere hi aave
Tu suljha de paheli, piya ve
Saanjh te saveron mein, khoye andheron mein
Kaise bina tere hum shaamein guzaarein?
Saanjh te saveron mein, doobe andheron mein
Kaise bina tere hum shaamein guzaarein?
Tujhe yaad karein to honthon pe ye muskurahat aaya kare
Tu chhupa le mujhe ki ye jahan bhi zara na bhaya kare
♫♫♫
Maine kahaniyaan bhi suni hain pyaar ki
Chhupave to bhi ye chhipta nahin
Phir in aankhon mein tere hi main dekh loon
Mere sawaalon ka unmein hai jawab hi
Saanjh te saveron mein, doobe andheron mein
Kaise bina tere hum shaamein guzaarein?
Saanjh te saveron mein, khoye andheron mein
Kaise bina tere hum shaamein guzaarein?
Tujhe yaad karein to honthon pe ye muskurahat aaya kare
Tu chhupa le mujhe ki ye jahan bhi zara na bhaya kare
♫♫♫
Треки от исполнителя