logo MP3
head_logo

Chitra Singh Aap Ko Bhool Jayen Hum Скачать

main img

Chitra Singh

Aap Ko Bhool Jayen Hum

59 Прослушиваний
07:53
Все треки Chitra Singh
Слушать
Скачать песню

Текст песни

Aap ko bhool jayen hum
Itni to bewafa nahin
Aap ko bhool jayen hum
Itni to bewafa nahin
Aapse kya gila kare
Aapse kuchh gila nahin
Aapse kuchh gila nahin

Sisha e dil ko todna
Unka to ek khel hain
Sisha e dil ko todna
Unka to ek khel hain
Unka to ek khel hain
Humse hi bhul ho gayi
Humse hi bhul ho gayi
Unko koi khata nahin

Kaash wo apne gham mujhe
Kaash wo apne gham mujhe
De de to kuch sukun mile
Kaash wo apne gham mujhe
De de to kuch sukun mile
Wo kitna bad naseeb hain
Gham hi jise mila nahin
Wo kitna bad naseeb hain
Gham hi jise mila nahin

Zurm hain gar wafa to kya
Zurm hain gar wafa to kya
Kyu main wafa ko chhod doon
Zurm hain gar wafa to kya
Kyu main wafa ko chhod doon
Kehte hain is gunaah ki
Kehte hain is gunaah ki
Hoti koi saja nahin
Kehte hain is gunaah ki
Hoti koi saja nahin
Aapse kya gila kare
Aapse kuchh gila nahin
Aapse kuchh gila nahin

На странице доступен трек Aap Ko Bhool Jayen Hum от Chitra Singh. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.