logo MP3
head_logo

Vardan Singh Kabhi Yun Bhi Скачать

main img

Vardan Singh

Kabhi Yun Bhi

96 Прослушиваний
04:18
Все треки Vardan Singh
Слушать
Скачать песню

Текст песни

Kabhi yun bhi aa mere dil mein tu
Tujhe umr bhar ko mein roklu.
Kabhi yun bhi aa mere dil mein tu
Tujhe umr bhar ko mein roklu.
Meri raat ko bhi subah mile
Mujhe tu mille toh khuda mile.

Baarishon ka jaise mausam hai tu
Chahton ka jaise aalam hai tu
Mehfooz hai tujh mein saansein meri
Roshan hui tujhse raatein meri.

Kahan darmeyan rahein faasle
Mujhe tu mille toh khuda mile.

Kabhi yun bhi aa mere dil mein tu
Tujhe umr bhar ko mein roklu.

Tujhse mila jab se soya nahi
Tere siwa kuch bhi socha nahi
Tere hote ab main tanha nahi
Hum ho judaa ab ye hoga nahi

Mujhe Zindagi ka pata mile
Mujhe tu mile toh khuda mile
Mujhe tu mile toh khuda mile
Mujhe tu mile toh khuda mile

На странице доступен трек Kabhi Yun Bhi от Vardan Singh. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.