logo MP3
head_logo

Sudesh Bhosle Tere Har Sawal Скачать

main img

Sudesh Bhosle

Tere Har Sawal

96 Прослушиваний
06:29
Все треки Sudesh Bhosle
Слушать
Скачать песню

Текст песни

tere har sawal ka jawab ban jaungi
tere har sawal ka jawab ban jaungi
pile pile mujhko mai sharab ban jaungi
kesar ban jaungi gulab ban jaungi
kesar ban jaungi gulab ban jaungi
pile pile mujhko mai sharab ban jaungi
tere har sawal ka jawab ban jaungi

kajrare naina ye kale chalkaye madira ke pyale
aaj ki rain basera karle meri baaho me dil wale
kajrare naina ye kale chalkaye madira ke pyale
aaj ki rain basera karle meri baaho me dil wale
sine se lagale mai kitab ban jaungi
tere har sawal ka jawab ban jaungi
kesar ban jaungi gulab ban jaungi

ho aa mujhe pyar se dekh dil ka karar dede
umar bhar chhaya rahe aisa khumaar dede
dede sanso ki khusbu, dede hotho ki narmi
tujhme ghul jaungi mai, dede baho ki garmi
chahat ki shan dedu, apna iman dedu
tera aashik hu jani dil kya hai jaan dedu
husn badnam na ho, ishk nakam na ho
yu rahe harpal jawa pyar ki sham na ho
pyar ki sham na ho, pyar ki sham na ho
pyar ki sham na ho, pyar ki sham na ho

achha kya tere liye kharab ban jaungi
achha kya tere liye kharab ban jaungi
pile pile mujhko mai sarab ban jaungi
tere har sawal ka jawab ban jaungi
tere har sawal ka jawab ban jaungi
kesar ban jaungi gulab ban jaungi
kesar ban jaungi gulab ban jaungi
kesar ban jaungi gulab ban jaungi

На странице доступен трек Tere Har Sawal от Sudesh Bhosle. Слушайте онлайн или загрузите в один клик бесплатно на свое устройство.