Babul Supriyo Kitne Chahat Dil Me Скачать
Babul Supriyo
Kitne Chahat Dil Me
Текст песни
Kitni chaahat chhupaae baithaa hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Kitni chaahat chhupaae baithaa hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Tum jo aaye ho meri duniyaa mein
Ab kisi ka bhee intazaar nahin
Saaree duniyaa bhulaae baithee hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Tum jo aaye ho meri duniyaa mein
Ab kisi ka bhee intazaar nahin
Kitni chaahat chhupaae baithaa hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Shokh dhadakan kee javanee tum ho
Ab to saanson kee ravaani tum ho
Jo likhi hai mere khayaalon ne
Kuubasurat vo kahaani tum ho
Main bhee sapane sajaae baithee hoon
Ye naa kehna ki beqaraar nahin
Kitni chaahat chhupaae baithaa hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Tum jo aaye ho meri duniyaa mein
Ab kisi ka bhee intazaar nahin
Kitni chaahat chhupaae baithaa hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Chaand-thaaron kee suhaani raatein
Kaisee bhuuluungi vo mulaqaatein?
Kitni dilkash hain, kitni pyaaree hain
Yaad aatee hain tumhaaree baathen
Dil kee shammaa jalaae baithaa hoon
Ab to khud pe bhee ikhtiyaar nahin
Saaree duniyaa bhulaae baithee hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Tum jo aaye ho meri duniyaa mein
Ab kisi ka bhee intazaar nahin
Kitni chaahat chhupaae baithaa hoon
Ye naa socho ki mujko pyaar nahin
Треки от исполнителя